

Kyu Bhagwan Shiv ne kiya Hanuman se Yuddh ?
Vachno ka bandhan hame kisi na kisi vichitr paristhithi me daal hi deta hai, iss bandhan me sirf insaan hi nahi balki bhagwan bhi aa jaate hai, aaj ki kahani me hum janaege ki aakhir aisa konsa vachan diya tha Bhagwan shiv ne jiske karan unhe swaym ke avtar Hanuman ji se hi yuddh karna pada. Kya th…

Mata Sita Ko Tote Ne Diya Shraap
Karmo ka phal sabko milta hai, chahe wo devta ho ya ek aam insaan. Shri Ram aur Mata Sita ne 14 saal ka vanvaas bhogha tha. Kya aap jaante hain ki vanvaas ke dauran unka viyog ek tote ke shraap ke karaan hua tha? Ek tote ne Mata Sita ko bhayankar shraap diya tha, jo unke aur Shri Ram ke beech doori…

Ram ne kiya Kabandh Rakshas Ka Uddhar
Jab Bhagwan Shri Ram aur Lakshman, Mata Sita ki talaash mein van mein bhatak rahe the, tab unka samna ek ajeeb aur bhayankar rakshas Kabandh se hua. Na sir, na pair—aur mooh uske pet mein! Aakhir Kaise Prabhu Ram ne kiya iss ajeeb se Rakshas ka uddhar aur usne unhe kaun si jaroori salah di? Suniye…

Ram Ji Ne Kyun Nhi Chalaya Raavan ke Hriday Par Baan?
Prabhu Ram ke prakram ke hamne bahut sare kisse sune hain, par jab Prabhu Ram ka yuddh Raavan ke sath ho raha tha, tab Akhir kyun Shree Ram ne Raavan ke sare angon par baano ki varsha kardi par hriday par ek baan bhi nahi chalaya? Akhir kyun? Suniye ye anokha kissa Mere Prabhu Ram ke iss episode …

Laxman Ko Aaya Bharat Par Krodh
Ram, Lakshman, Bharat, aur Shatrughan. Hum sabne inn charon bhaiyon ke atoot prem aur bandhan ke dhero kisse sune hain, par aisa kya huaa ki Laxman ko apne bhai Bharat par itna gussa aaya ki wo unn se yuddha karne ko taiyaar ho gaye? Aur Prabhu Ram mein unke krodh ko shant karne ke liye kya kiya? S…

Ram Setu Ke Nirman Mein Gilhari Ka Yogdan
Kya aapne uss chhoti Gilhari ke bare mein suna hai jisne Ram Setu banane mein apna yogdan diya tha? Suniye Mere Prabhu Ram ka ye episode aur janiye aakhir uss choti Gilhari ne kaise diya apna yogdan aur uski bhakti, prayas aur mehnat dekh ke Prabhu Shri Ram ne usey aisa kya aashirwaad diya jisne us…

Kisi ka Sharap Kisi Ka Vardaan
According to ancient belief Nala and Neela, are believed to be the sons of Rishi Vishwamitra. The sages once cursed them, but this curse later became a blessing. What was the curse that turned into a boon for them? Listen to this episode to find out!

Maa Sita Ka Janam
Sita Navmi ka din Maa Sita ke janm ke roop mein manaya jata hai, Maharishi Valmiki ke Ramayan ke anusaar Sita Mata ka janm Jameen mein gade ek kalash se huaa tha. Iske sath hi Maa Sita ke janam ki kayi Kahaniyan Prachalit hain, par inme se kaun si kahani sach hai? ye hum janange Mere Prabhu Ram ke …

Raavan Haatha
Khud ko Bhagwan Shiv ka sabse bada bhakt bolne wala Ravan aakhir kyun hilane laga Kailash Parvat? Bhagwaan Shiv kaise sikhaya use sabak aur aakhir kaise usne nirmaan kiya kiya Raavan Haatha Vadya Yantra ka? kya hai iske piche ki Kahani? Suniye Mere Prabhu Ram ka ye episode aur janiye Raavan Haatha …

Jail Mein Likhi Gayi Hanuman Chalisa
Shri Ram ke Param Bhakt Hanuman ji ki prasiddh Hanuman Chalisa kaha likhi gayi thi? Kya suni hai aapne ye kahani? Suniye Mere Prabhu Ram ka ye episode aur janiye Hanuman Chalisa ke peeche ki kahani.