Hug Day par Yash ne mic pakda, sur pakadne ki koshish nahi ki π — poora link shayari bana diya, bilkul Kumar Vishwas-style emotions ke saath. Pyaar, warmth aur woh wali feeling jo gale lagne se bina bole samajh aa jaati hai. Gaana nahi, jazbaat bole — kyunki kabhi-kabhi ek hug aur do misre hi kaafi hote hain. π