Bhojpuri Murder Mystery
Playlist by Bhojpuri Murder Mystery
The streets of India have been riddled with blood. Serial killers of all varieties and from all states looming at large, and every once in a while there is a couple who hate one another enough to kill…62 clip(s) in playlist

Mandir Mein Maut Ka Prasad batane wali Cyanide Mallika : Part 2
Mandir jaane wali auraton ko prasad ke roop mein deti thi maut. Cyanide Mallika, ek aisi khaufnaak serial killer jiske liye dharm ek zariya tha katal ka. Shashank lekar aaye hain ek aur dahshat bhari kahani, jahan mandir mein shraddha ka prasad nahi... maut baanti ja rahi thi. Suniye ‘Bhojpuri Murd…
10:15Clean
Mandir Mein Maut Ka Prasad batane wali Cyanide Mallika : Part 1
Mandir jaane wali auraton ko prasad ke roop mein deti thi maut. Cyanide Mallika, ek aisi khaufnaak serial killer jiske liye dharm ek zariya tha katal ka. Shashank lekar aaye hain ek aur dahshat bhari kahani, jahan mandir mein shraddha ka prasad nahi... maut baanti ja rahi thi. Suniye ‘Bhojpuri Murd…
09:01Clean
Mundi Murder Case: Part 2
Pune mein Bachche ek insaan ki mundi ke sath football khel rahe the 2010 mein, Pune ka ek dil dehlaane wlai ghatna ghati, Teen baccho ne milke ek 15 saal ke bacche ka katal kar diya. itna hi nahi unhone uski mundi kaat ke usse football khelna shuru kar diya. Yeh tha Mundi Murder Case – jo aaj …
08:06Clean
Mundi Murder Case: Part 1
Pune mein Bachche ek insaan ki mundi ke sath football khel rahe the 2010 mein, Pune ka ek dil dehlaane wlai ghatna ghati, Teen baccho ne milke ek 15 saal ke bacche ka katal kar diya. itna hi nahi unhone uski mundi kaat ke usse football khelna shuru kar diya. Yeh tha Mundi Murder Case – jo aaj …
09:01Clean
Kya chalta hai Khooni ke dimag mein? Ft Dr. Rakesh Paswan MBBS, MD (Neuropsychiatrist )
Kya har killer paagal hota hai? Ya phir woh bas hamare jaise ek aam insaan hota hai jo kuch galat faisle le leta hai? Is episode mein aap milenge Dr. Rakesh Paswan se, jo khatarnaak criminals, psycho killers, juvenile criminals, aur mentally unstable murderers ke brain ko decode karte hain aur unk…
16:21Clean
AI ka Insaaf: Suljhaya 19 Saal Purana Murder Case
AI accha hai ya bura? Aaj kal is par har jagah charcha ho rahi hai. Lekin AI ne ek aisa kaam kiya hai, jiska andaza shayad kisi ko nahi tha. Saal 2006 Kerala mein ek maa aur uske judwa baccho ki hatya ho jati hai. 19 saal baad bhi Qatil ka kuch pata nhi chala, sabne ummed chhod di thi, aise mein um…
12:56Clean
Chand Fiza - A Murder Love Story - Part 2
Saal 2008 ke Hariyana ka ye case Politics, pyaar aur vishwasghaat ka ek mixture hai, Jo pure desh ki surkhiyon mein chaa gaya. Deputy CM Chander Mohan ne apne pyaar ke liye apna dharam badalkar khud ko Chand Mohammad bana liya. Aur fir aayi Fiza, ek naami vakeel jiski duniya puri tarah see ulat pul…
07:56Clean
Chand Fiza - A Murder Love Story - Part 1
Saal 2008 ke Hariyana ka ye case Politics, pyaar aur vishwasghaat ka ek mixture hai, Jo pure desh ki surkhiyon mein chaa gaya. Deputy CM Chander Mohan ne apne pyaar ke liye apna dharam badalkar khud ko Chand Mohammad bana liya. Aur fir aayi Fiza, ek naami vakeel jiski duniya puri tarah see ulat pul…
08:46Clean
Delhi Ka Serial Killer- Part-2
Bhojpuri Murder Mystery mein suniye ek aise Serial killer ki kahani Jo Tihad jail ke bahar ek baad ek bina sar ke laashein rakhta gaya aur sath hi unse Delhi Police force ko use pakadne ki chunati bhi de di. Lgbhag 8 saalon tak wo ek ke baad ek khoon karta raha. Shashank ke sath suniye ki aakhir ka…
11:25Clean
Delhi Ka Serial Killer- Part-1

08:08Clean